Achhi batein

    Assalamualaikum ,apni zaban ko salam karne ka aadi banalo kyunki isse dost badhte hain aur dushman kam hote hain.

    darood sharif


    Jo shakhs Allah par aur qayamat ke din par iman rakhta hai, usey chahiye ki achhi baat bole ya fir khamosh rahe. Insan ko har haal me (razi ba razae ilahi )=(Allah paak ki marzi ke mutabik)rahna chahiye. Allah jis haal me rakhe us ka shukr ada karna chahiye. kyunki Allah wo nahi deta jo hum ko chahiye balki allah wo deta hai jo humare liye achha hota hai.

    Achhi batein



    Hazrat Muhammed sallallahu alaihi wasallam ne farmaya

    hadees-achhi-bate
    hadees

    Achhi batein    

         ye bhi padhen qarz se nijat ki dua in hindi

    Q..1.Sab se bahtreen ishq kya hai?

    Ans.Sabse bahtreen ishq wo hai jo Allah aur uske Rasool se kiya jae.


    Q.2.Dunya ka sab se khubsurat pauda kaun sa hota hai?

    Ans.Dunya ka sab  se khubsurat pauda muhabbat hota hai,jo zameen me nahi balki dilon me ugta hai.

    achhi bate

    Q.3.kya aapko bukhar(fever)aata hai?

    Ans.Bukhar (fever)ko bura mat kaho kyunki ye aadmi ko gunahon se is tarah door kar deta hai,jis tarah bhatti lohe ke zang ko door kar deti hai.(sahih muslim)


    Q.4.Ghatiya insan ki nishani kya hai?

    Ans.Ghatiya insan ki nishani ye hai ki wo apne musalman bhai ko ghatiya aur haqeer(kamtar)samjhe.

    quotes,

    Jawan ka tauba karna.

    Jab ek jawan(young)insan tauba karta hai to,mashriq (East) se magrib(West ) tak ke qabrastano me se 40 din tak azab hata liya jata hai.
    Rabia basri se kisi ne sawal kiya ki,kya gunahgar ki  tauba qubool hoti hai?
    Aap ne jawab diya,insan us waqt tak tauba kar hi nahi sakta,jab tak Allah taufeeq na de.Aur jab taufeeq mil jae tab qubooliyat me koi shak nahi rahta.Allah tumhari tauba se itna khush hota hai jaise koi apni gumshuda cheez ke milne par khush hota hai.
    Jab bhi kisi bande ko apne kisi gunah ka ahsas hota hai,Allah fauran uski taraf mutwajja ho jata hai,aur tauba ke darwaze us bande ke liye khol diye jate hain.

    Ilm hasi karo chahe chin (china) jana pade.
    Kya aap ko hadees padh kar uspar amal karna pasand hai.achhi bate aur hadees sharif  logon tak pahunchana sadqa e jarya hai.

    Apne ilm me azafe ke liye Jumma mubarak ye bhi padhen.